Dekh Kar Guzar Gaye Reprise
देख कर गुज़र गए। (Dekh Kar Guzar Gaye)
"Dekh Kar Guzar Gaye" or "Passed By Giving a Glance" is an Hindustani ghazal based on the First Stage of love i.e 'Dilkashi' or Attraction. Here the poet is sharing feeling of his heart after getting attracted by just a glance of someone.
वो मेरी तरफ देख कर गुज़र गए,
ना कुछ कहा ना बात की,
ना रुक के मुलाकात की,
डाल कर मुझपर बस एक नज़र गुज़र गए,
वो मेरी तरफ देख कर, देख कर गुज़र गए।
Woh Meri Taraf Dekh Kar Guzar Gaye,
Na Kuch Kaha Na Baat Ki,
Na Ruk Ke Mulaqat Ki,
Daal Kar Mujhpar Bas Ek Nazar Chale Gaye,
Woh Meri Taraf Dekh Kar, Dekh Kar Guzar Gaye.
Woh Meri Taraf Dekh Kar Guzar Gaye,
Na Kuch Kaha Na Baat Ki,
Na Ruk Ke Mulaqat Ki,
Daal Kar Mujhpar Bas Ek Nazar Chale Gaye,
Woh Meri Taraf Dekh Kar, Dekh Kar Guzar Gaye.
सोचा की आवाज़ दूं,
किसी तरह तो रोक लूँ,
लब कुछ मगर न कह सके,,
और वोह मेरे हाल से युहीं बे खबर चले गए,
वो मेरी तरफ देख कर, देख कर गुज़र गए।
Socha Ki Awaaz Doon,
Kisi Tarah To Rok Loon,
Lab Kuch Magar Na Keh Sake,
Aur Woh Mere Haal Se Yuhin Be-Khabar Chale Gaye,
Woh Meri Taraf Dekh Kar,Dekh Kar Guzar Gaye.
Socha Ki Awaaz Doon,
Kisi Tarah To Rok Loon,
Lab Kuch Magar Na Keh Sake,
Aur Woh Mere Haal Se Yuhin Be-Khabar Chale Gaye,
Woh Meri Taraf Dekh Kar,Dekh Kar Guzar Gaye.
रुक-रुक के जा रहे थे वो,
मेरी नज़र का जैसे इंतज़ार हो,
ज़ुल्फ़ की चादर से मुड़ कर भी देखा किये,
कोई इशारा मगर बिना किए निकल गए,
वो मेरी तरफ देख कर, देख कर गुज़र गए।
Ruk-Ruk Ke Jaa Rahe The Woh,
Meri Nazar Ka Jaise Intezaar Ho,
Zulf Ki Chadar Se Mud Kar Bhi Dekha Kiye,
Koi Ishara Magar Bina Kiye Nikal Gaye,
Woh Meri Taraf Dekh Kar,Dekh Kar Guzar Gaye.
Ruk-Ruk Ke Jaa Rahe The Woh,
Meri Nazar Ka Jaise Intezaar Ho,
Zulf Ki Chadar Se Mud Kar Bhi Dekha Kiye,
Koi Ishara Magar Bina Kiye Nikal Gaye,
Woh Meri Taraf Dekh Kar,Dekh Kar Guzar Gaye.
फिर तो मिलना ही था,
ये दिल को एतबार था,
पहली नज़र का ये पहला-पहला प्यार था,
उम्र बिता दी वहीँ इंतज़ार इस कदर किए,
वो मेरी तरफ देख कर, देख कर गुज़र गए।
Phir To Milna Hi Tha,
Ye Dil Ko Aitbaar Tha,
Pehli Nazar Ka Ye Pehla-Pehla Pyaar Tha,
Umr Bita Di Wahin Intezaar Is Kadar Kiye,
Woh Meri Taraf Dekh Kar,Dekh Kar Guzar Gaye.
Phir To Milna Hi Tha,
Ye Dil Ko Aitbaar Tha,
Pehli Nazar Ka Ye Pehla-Pehla Pyaar Tha,
Umr Bita Di Wahin Intezaar Is Kadar Kiye,
Woh Meri Taraf Dekh Kar,Dekh Kar Guzar Gaye.

Comments
Post a Comment